Roman script

sajan sawan tu badri ka

thaharta kyun nahi mujh par

sajan sawan

sajan sawan tu badri ka

thaharta kyun nahi mujh par

garjta hai garjta hai

bahut lekin barasta kyun nahi mujh par

sajan sawan

bhatakni par kinaron ke kalaai tham lete hai

ye bahte dariya hokar bhi wafa se kam lete hai

kisi sahra ki tarah main 

yahi sadiyon se thahari hun

main teri kyun yakee phirti

tu karta kyun nahi mujh par

sajan sawan

sajan sawan tu badri ka

thaharta kyun nahi mujh par

sajan sawan sajan sawan

sajan sawan sajan sawan sajan sawan

Explore this song