Roman script

sajan ki ho gayi gori sajan ki ho gayi haay haay re 
ab ghar ka angan vides lage re sajan 
haay haay sajan ki ho gayi gori sajan ki ho gayi 
suni si lage mayke ki galiya 
suni si lage bhaaye na na na bhaayen na 
ab ji ko bachpan ki sakhiya bhaaye na 
naino me jhume bairi ki nadiya 
man ko lubhaaye sajiya ki kaliya 
har svas pi ka har svas pi ka sandes lage re 
ab ghar ka angan videsh lage re sajan 
haay haay sajan ki ho gayi gori sajan ki ho gayi 
badhti hai pal pal agni lagan ki 
badhti hai pal pal chatke hai nas nas komal badan ki 
chatke hai nas nas  ham jante hai sab iske man ki 
ab ho chuki ye apne sajan ki naihar ka jivan 
naihar ka jivan kalesh lage re 
ab ghar ka angan videsh lage re sajan 
haay haay sajan ki ho gayi gori sajan ki ho gayi 
radhe radhe radhe

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Manna Dey, Geeta Dutt

actor: Suchitra Sen, Dulari