Roman script

jabse mai jaaga tabse ye paaya ki dil ne ki ek dua

o maine na maanga tha maine na chaha fir kyu mili ye saza

manzile kyu raaste ban gaye

kyu tum hame yu chhod kar chal diye

manzile kyu raaste ban gaye

kyu tum hame yu chhod kar chal diye

tumne kaha tha sath rahoge har pal hamesha sada

tumne kaha tha sath rahoge har pal hamesha sada

o maine na maanga tha maine na chaha fir kyu mili ye saza

ruk si gayi jaane ye kaisi fiza

jab se tum hamse huye ho juda

ruk si gayi jaane ye kaisi fiza

jab se tum hamse huye ho juda

ab kya karu kaise jiyu tu hi bata ai khuda

ab kya karu kaise jiyu tu hi bata ai khuda

o maine na maanga tha maine na chaha fir kyu mili ye saza

ab khatam faasle, ab khatam raaste

ab khatam raaste

Explore this song