Roman script

saiya ji ke gaon me ambua ki chao me 

kaanta chubha more pao me haay ram 

kaanta chubha more pao me

saiya ji ke gaon me ambua ki chao me 

kaanta chubha more pao me ui maa 

kaanta chubha more pao me

des paraye o albeli kahe gai thi chupke akeli

tu kya jane preet lagake man pe kya kya vipda kheli

pi se milan ka wada kiya tha kaise na jati saheli ho

andhiyari raat me vo bhi the sath me

kaanta chubha more pao me ui ram 

kaanta chubha more pao me

saiya ji ke gaon me ambua ki chao me 

kaanta chubha more pao me ui ram 

kaanta chubha more pao me

age hua kya bol na gori kaanta chubha to khul gai chori 

muh se nikla haay main mar gai saajan baiya pakdo mori 

dekho ji main to ho gai re ghayal aa ke nagariya tori 

ghar kaise jaungi fir aa na paungi

kaanta chunha more pao me haay ram 

kaanta chubha more pao me

saiya ji ke gaon me ambua ki chao me 

kaanta chunha more pao me ui ram 

kaanta chubha more pao me

Explore this song