Roman script

saiya jab se ladi hai tose akhiya 

haye nindiya na aaye sari raat 

nindiya na aaye sari raat 

nindiya na aaye sari raat 

saiya jab se ladi hai tose akhiya 

haye nindiya na aaye sari raat 

nindiya na aaye sari raat 

nindiya na aaye sari raat 

gair hai tu par apna laage

gair hai tu par apna laage

kunwari preet ka sapna laage

gair hai tu par apna laage

kunwari preet ka sapna laage

o matwale dil tere hawale

o matwale dil tere hawale

ho jab se ladi hai tose akhiya 

haye nindiya na aaye sari raat 

nindiya na aaye sari raat 

nindiya na aaye sari raat 

saans me khushbu ghulti jaye 

saans me khushbu ghulti jaye 

julf machal kar khulti jaye

saans me khushbu ghulti jaye 

julf machal kar khulti jaye

rang naya hai are dhang naya hai 

rang naya hai are dhang naya hai 

ho jab se ladi hai tose akhiya 

haye nindiya na aaye sari raat 

nindiya na aaye sari raat 

nindiya na aaye sari raat 

aaj mai apne bas me nahi hu

aaj mai apne bas me nahi hu

paanv kahi hai aur main kahi hu

aaj mai apne bas me nahi hu

paanv kahi hai aur main kahi hu

man lehraye tan pighla jaye

man lehraye tan pighla jaye

ho jab se ladi hai tose akhiya 

haye nindiya na aaye sari raat 

nindiya na aaye sari raat 

nindiya na aaye sari raat

Explore this song