Roman script

sahiba kehde haan kab kaha maine na 

mere jadugar mere hum saphar   

ye mohabbato ki hai umar umar umar 

sahiba kehde haan kab kaha maine na 

o mere jadugar o mere hum saphar   

ye mohabbato ki hai umar umar umar 

na to hoo main pari na koi hur hun

par tere pyar main pagal jarur hun

tu sabse hat ke hai tu rab ka nur hai

ashiqi ka sanam tu kohinur hai 

teri inhi baato pe hi main to gayi maar 

sahiba kehde haan kab kaha maine na 

mere jadugar mere hum saphar

ye mohabbato ki hai umar umar umar 

aankho se to nasha tune diya pila

lab tere sabnami ho jaye na khata

kaliyo ko chumna bhawaro ka hai hunar 

lagata hai tujhpe bhi hone laga asar 

teri hi aadao se to sikha hai hunar 

sahiba kehde haan kab kaha maine na 

mere jadugar mere hum saphar ye  

ye mohabbato ki hai umar umar umar

Explore this song