Roman script

sahare na bana ae dil, sahare tut jate hain 

sahare na bana ae dil, sahare tut jate hain 

ki kismat par yakin na kar 

ki sare tut jate hain sahare

kinare par khade hokar, na samjho dar nahi koi

kinare par khade hokar, na samjho dar nahi koi 

na smjho dar nahi koi 

jara lahro ko josh aaya, kinare tut jate hain 

sahare na bana ae dil, sahare tut jate hain 

sahare

ye kya duniya ki rshme hian, ye kya duniya ki rashme hain 

ye kaisa julm hota hain, ye kaisa julm  hota hain 

ye raat me der me arma bechare tut jaten hain 

sahare na bana ye dil, sahare tut jate hain 

ki kismat par yakin na kar 

ki sare tut jate hain sahare

Explore this song