Roman script

shahar me dekha ek tamasha bich 

sadak ek naar

shahar me dekha ek tamasha bich 

sadak ek naar

saiya ke sang chali ghumne 

bani gale ka haar

gale ka haar, gale ka haar 

chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar

chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar

cigratte piti dhua udati

rail ka jaise bamba 

are mardo jaise baal kate 

bhai naar hui ya khamba 

cigratte piti dhua udati

rail ka jaise bamba 

are mardo jaise baal kate 

bhai naar hui ya khamba 

lal bahu ke gal gulabi 

nain musafir maar 

musafir maar, musafir maar 

chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar

chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar

babu ko vo kahe darling, darling

kaha ki hai ye boli

babu ko vo kahe darling 

kaha ki hai ye boli

lambh tadang kurta pehne

na ghunghat na choli, ram ram

lambh tadang kurta pehne

na ghunghat na choli

maal to desi chaal bidesi 

samajh na aaye yar na aaye yar

na aaye yar 

chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar

chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar

buri hai kya fir yaro

apne ramlal ki maa bholi bhali 

sidhi sadhi sada kare ji ha

buri hai kya fir yaro

apne ramlal ki maa bholi bhali 

sidhi sadhi sada kare ji ha

are bache pale choka deke 

kare balam sang pyar

balam sang pyar, balam sang pyar

chali shahar ki naar ho chali shahar ki naar

Explore this song