Roman script

sagar sang kinare hai phulo sang bahare hai

sagar sang kinare hai phulo sang bahare hai

aise hi tum mere ho or hum tumhare hai 

ha hum tumhare hai

sagar sang kinare hai phulo sang bahare hai

sagar sang kinare hai phulo sang bahare hai

aise hi tum mere ho or hum tumhare hai

ha hum tumhare hai

dil jo hamara tha kal tak kyu ye kisi ka hone laga

kiske taswaur me din rain ab ye din khone laga

pahli najar ke pahle pyar ka dekho hak ada karna

meri kasam hai tujhko sanam dil se na juda karna 

dil se na juda karna 

hum tum dono sang rahenge jaise chand tare hai

hum tum dono sang rahenge jaise chand tare hai

i promise tum mere ho or hum tumhare hai

ha hum tumhare hai

hum hai tum ho or ye dekho rang birangi wadi hai

barish ke thande mausam ne or bhi aag laga di hai

dar lagta hai in bato se rahna dur jaruri hai

tan man jab tak dono mile na pyar ki pyas adhuri hai

pyar ki pyas adhuri hai

pyar ki bazi me rab jane kya jeete kya hare hai

pyar ki bazi me rab jane kya jeete kya hare hai

aye janam tum mere ho or hum tumhare hai

ha hum tumhare hai

sagar sang bahare phulo sang bahare hai

aise hi tum mere ho or hum tumhare hai

ha hum tumhare hai

Explore this song