Roman script

khushiya ka din aaya sapne sanwar ke 

kaliyo ke hontho pe hai geet bahar ke 

kahne laga aaj mera dil ye pukar ke 

kya tera umar ho laakh baras ki 

jindagi hansti ho aankho mein masti ho 

laakh baras ki umar ho 

chand sitare tera roop sajaye

hansti sada rang lutaye

chand sitare tera roop sajaye

hansti sada rang lutaye

tarane pyar ke naye sansar ke hamesha tu gaye 

khushiyo ka din aaya sapne sanwar ke 

kaliyo ke hontho pe hai geet bahar ke 

kahne laga aaj mera dil ye pukar ke 

kya tera umar ho laakh baras ki 

jindagi hansti ho aankho mein masti ho 

laakh baras ki umar ho 

hona hoga tera khushiyo se khali

roj manaye tu hansti deewali

hona hoga tera khushiyo se khali

roj manaye tu hansti deewali

umngo se bhara janm dil tera laut ke aaye re 

khushiyo ka din aaya sapne sanwar ke 

kaliyo ke hontho pe hai geet bahar ke 

kahne laga aaj mera dil ye pukar ke 

kya tera umar ho laakh baras ki 

jindagi hansti ho aankho mein masti ho 

laakh baras ki umar ho

Explore this song