Roman script

sadke tera roop salauna haye 
sadke tera roop salauna
main tujhpe mar jawa haye 
haye main tujhpe mar jawa 
haye main tujhpe mar jawa 
main hu lambi tu hai bona ho 
are main hu lambi tu hai bona 
soch ke main khabrawa
haye main khabrawa haye main khabrawa 
sadke tera roop salauna haye
roj hasina tere jaisi hoti nahi paida 
roj hasina tere jaisi hoti nahi paida 
isi liye to ham ham bhi gori hote sadke 
baat jara si o soniyo
baat jara si tu na samjhe 
kaise main samjhawa haye main samjhawa 
sadke tera roop salauna haye
ek julmi puchh jawani uspe umriya bali 
ek julmi puchh jawani uspe umriya bali 
uspe tune mujhpe buri najariya dali
kaun se thane mein kaun se thane mein 
jakar rapat teri likhaawa
jakar rapat teri likhaawa
sadke tera roop salauna haye
main tujhpe mar jawa haye 
haye main tujhpe mar jawa 
haye main tujhpe mar jawa 
main hu lambi tu hai bona 
soch ke main khabrawa
haye main khabrawa haye main khabrawa 
sadke tera roop salauna haye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Usha Mangeshkar