Roman script

sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
rut aaye jaye sunaye sunaye yahi nagma
rut aaye jaye sunaye sunaye yahi nagma
ab hogi na judayi kabhi ek pal
sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
rut aaye jaye sunaye sunaye yahi nagma
rut aaye jaye sunaye sunaye yahi nagma
ab hogi na judayi kabhi ek pal
sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
dard tanhayi wala kaise sahe
sathi jo na ho to koi kaise rahe
khwabo me khayalo me hai baho me hai
jindagi vahi jo teri chhav me hai
kuch mane na mane na ab mane nahi mane nahi
dil to tumhe chahe
tumhe dekhe na dekhe na tumhe dekhe nahi 
tumhe dekhe nahi jiya kyu ghabraye
bol tera kajra tera gajra hum hai ek duje ke sahare
sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
aayi jo bahare khili dil ki kali
bhaye hume bhaye bas teri gali
aisi mahbuba bhala hogi kaha 
tumpe hum lutane aaye dono jahaa
kabhi tute na tute na 
kabhi tute nahi tute nahi jo nata jud jaye
kabhi ruthe na ruthe na 
kabhi ruthe nahi ruthe nahi jo man ko lubhaye
bhole bhale sajana pyara kangana 
tumko ishare se pukare
sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
rut aaye jaye sunaye sunaye yahi nagma
rut aaye jaye sunaye sunaye yahi nagma
ab hogi na judayi kabhi ek pal
sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
sadiyo se hum tumhare kahte hai najaare
lyrics typed by: neha gupta

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Udit Narayan