Roman script

sadiyo ki hu nishani 

mai ankahi kahani

sadiyo ki hu nishani, nishani, nishani

tanhayio ke ghar me, awaz hai na kaya

har bar dil ne socha, ab dost koi aaya 

har bar aahato par, royi hai bejubaani

mai ankahi kahani

sadiyo ki hu nishani, nishani, nishani

ye raat ye andhera, ye dard ye udaasi

dil bhi janam ka pyasa

mai bhi janam ki pyasi

naakamiyo me gum hai 

sab hasrate tumhari

mai ankahi kahani

sadiyo ki hu nisani

mai ankahi kahani

sadiyo ki hu nisani, nisani, nisani

Explore this song