Roman script

sadho re, ye murdo ka gaon

ye murdo ka gaon

sadho re, ye murdo ka gaon

ye murdo ka gaon

peer mare o

peer mare, paigambar mari hain

peer mare, paigambar mari hain

mar gaye zinda jogi ho

mar gaye zinda jogi

raja mari hai, praja mari hai

raja mari hai, praja mari hai

mar gaye vaidh aur rogi ho

mar gaye vaidh aur rogi

sadho re, ye murdo ka gaon

ye murdo ka gaon

sadho re, ye murdo ka gaon

ye murdo ka gaon

naam anaam anant rehat hai

naam anaam anant rehat hai

duja tatva na hoyi ho

duja tatva na hoyi

kahe kabir suno bhai sadho

kahe kabir suno bhai sadho

bhatak maro mat koi ho

bhatak maro mat koi

sadho re, sadho re, sadho re

sadho re, sadho re, sadho re

Explore this song