Roman script

doston abb app jo sunege ye gana hi nahi 

ek kahani bhi hai 

haan ek scchai kahani ek don ki kahani

sachi ye kahani hai, sunlo meri jaan

kahin ek seher mein tha ek naujawan

scchaa seedha sa pyara insaan

kya kahon wo bana kaise don

kaise don

sachi ye kahani hai, sunlo meri jaan

kahin ek seher mein tha ek naujawan

scchaa seedha sa pyara insaan

kya kahon wo bana kaise don

kaise don

roji ke liye jahan jahan jata wo

thokar hi sada waha waha pata wo

roji ke liye jahan jahan jata wo

thokar hi sada waha waha pata wo

par wo jawan tha iraade ka jawan

chhod diya aakhir sarifho ka jahan

par wo jawan tha iraade ka jawan

chhod diya aakhir sarifho ka jahan

jis din se wo don ban gaya

darne lage log aisa tufan ban gaya

aur kya kahu mein, sara jahan tha uske kadmo mein 

yun to jo bhi chaha wo mila

par dil ka gul na khila

dil ki khushi milti to, pyar use karta 

ye jahan, ye jahan

sachi ye kahani hai, sunlo meri jaan

kahin ek seher mein tha ek nau jawan

scchaa seedha sa pyara insaan

kya kahon wo bana kaise don don don 

kaise don

aage kya kahun uski kahaniya

jali hai sada aiso ki jawaniya

aage kya kahun uski kahaniya

jali hai sada aiso ki jawaniya

apno ne bhi to na kiya usse pyar

roothi rahi sada mohbbaat ki bahar

apno ne bhi to na kiya usse pyar

roothi rahi sada mohbbaat ki bahar

logon mein aata jab kabhi, hasta hasata  jab kabhi

dekne wale ko hota tha, us hasi pe roneeeee

ka guman..ka guman

sachi ye kahani hai, sunlo meri jaan

kahin ek seher mein tha ek nau jawan

scchaa seedha sa pyara insaan

kya kahon wo bana kaise don don don don 

kaise don don don don 

kaise don

Explore this song