Roman script

suno sathiyo suno sathiyo  

sacchai se badh ke dharm nahi koi duja 

insaano se pyar karo yahi sab se badi hai puja

suno sathiyo suno sathiyo  

sara dhan hai amber ka moti dhan hai sager ka 

moti dhan hai sager ka nirdhan ka dhan mehnat hai

pet bahre sare ghar ka pet bahre sare ghar ka 

laaj bina suni suni rey nari phul bina suni suni hai kyari

laaj bina suni suni rey nari phul bin asuni suni hai kyari

pyar bina pyar bina hriday suna re yaar bina duniya sari

insaano se pyar karo yahi sab se badi hai puja

suno sathiyo suno sathiyo  

ha rey ho ha rey ha o bahaiya ha rey ho ha rey ha o bahaiya 

har insan hai yaha pyara puja ghar hai jag sara

puja ghar hai jag sara kan kan mandir masjid hai

kan kan girja gurudawara kan kan girja gurudawara

pyar ko duniya mita na sake gi

sath pe aach kbhi aa na sakegi

pyar ko duniya mita na sake gi

sath pe aach kbhi aa na sakegi

pyar to hai 

pyar to hai to hai ek chadhta suraj

badali koi chhupa na sakegi

insaano ko pyar karo 

yahi sab se badi hai puja

suno sathiyo suno sathiyo 

suno sathiyo suno sathiyo 

sacchai se badh ke dharm nahi koi duja 

insaano se pyar karo yahi sab se badi hai puja

suno sathiyo suno sathiyo  

ha rey ho ha rey ha o bahaiya 

ha rey ho ha rey ha o bahaiya 

ha rey ho ha rey ha o bahaiya 

ha rey ho ha rey ha o bahaiya

Explore this song