Roman script

aankho me khushiyo ke aasu saanso me jine ki pyaas

mahki dhadkan me jaga hai chahat ka pahla ahsas

sach kahte hai hum, sach kahte hai hum

kasam se kasam se kasam se kasam se hame pyar ho gaya

sanam se sanam se sanam se sanam se

sach kahte hai hum hame pyar ho gaya

ab to mushkil bada intzar ho gaya kaha dil kho gaya

kasam se kasam se kasam se kasam se ha hame pyar ho gaya

kya hasi dilnashi ye jamana lage

kya hasi dilnashi ye jamana lage

sang tere ye mausam suhana lage

kya nashili jawa ye mulakat hai

hosh me hum nahi kya bat hai

rab se jyada tera etbar ho gaya

rab se jyada tera etbar ho gaya ha ha dil kho gaya

kasam se kasam se kasam se kasam se ha hame pyar ho gaya

sanam se sanam se sanam se sanam se

aaj kal rat bhar nind aati nahi

aaj kal rat bhar nind aati nahi

ek pal ke liye yaad jati nahi

din mahina sama sal jaisa laga

pahle dil ka mere hal aisa na tha

jina tere bina dushwar ho gaya

jina tere bina dushwar ho gaya kaha dil kho gaya

kasam se kasam se kasam se kasam se ha hame pyar ho gaya

sanam se sanam se sanam se sanam se

sach kahte hai hum hame pyar ho gaya

ab to mushkil bada intzar ho gaya kaha dil kho gaya

kasam se kasam se kasam se kasam se hame pyar ho gaya

sanam se sanam se sanam se sanam se

Explore this song