Roman script

panchi ka unche udana 

panchi ka unche udana 

sab ne dekha panchi ka unche udana 

kisne dekha har har wo uska girna 

sab ne dekha panchi ka unche udana 

kisne dikha har har wo uska girna 

sab ne dekha nayno ka rang bikharna 

kisne dekha unse aansu ka jharna 

sab ne dekha nayno ka rang bikharna 

kisne dekha unse aansu ka jharna 

sab ne dekha patange ka udana 

sab ne dekha patnage ka udana 

kisne dekha pankho ka jalna 

kisne dekha pankho ka jalna 

sab ne dekha dipak ka jalna 

sab ne dekha dipak ka jalna

kisne dekha jal jal kar bhujhna 

kisne dekha jal jal kar bhujhna 

sab ne dekha kaliyo ka hans hans khilna 

kisne dekha murjha kar phul ka girna 

sab ne dekha kaliyo ka hans hans khilna 

kisne dekha murjha kar phul ka girana

Explore this song