Roman script

rat bhar dhidaye namnak me leharate huye
sans ki tarahe se ap ate rahe jate rahe
shabke jage huye taroan ko bhi nind ane lagi hai
ap ke ane ki ek as thi abb jane lagi
shabke jage huye taroan ko bhi nind ane lagi hai
ap ke ane ki ek as thi abb jane lagi
khush the ham apani tamanna ka khwab ayega  
khush the ham apani tamanna ka khwab ayega 
najare niche kiye sharmaye huye ayega 
kakhule chehare pe bikharaye huye ayega
kakhule chehare pe bikharaye huye ayega
pathiya khad kitho ham samaje ke ap ane lagi hai
sajthe masjud ke mabuth ko ham pahi gayi
shabke jage huye taroan ko bhi nind ane lagi hai
ap ke ane ki ek as thi abb jane lagi
subhe ne se jise uthate huye li angdayi 
subhe ne se jise uthate huye li angdayi 
aye subah too bhi jo ayi tho akeli ayi
meri mehbub mere hosh udanevali
meri masjud meri ruh pe chhanevali 
abhi ja thake mere sajdho ko arman khile 
abhi ja thake tere kadmo pe meri jan nikle 
shabke jage huye taroan ko bhi nind ane lagi hai
ap ke ane ki ek as thi abb jane lagi
rat bhar dhidaye namnak me leharate huye
sans ki tarahe se ap ate rahe jate rahe

Song details

Song video

Watch on YouTube