Roman script

sabka sath nibaya tune

aaj akeli jaye

tut gayi jab sans ki sargam

koi paas na paye

kaun raha hai kaun rahega

kiska yaha thikana

tab tak ke hai rishte nate

jab tak abo dana

sabka bagy banakar jag me

bhejta hai bhagwan

bhala kar sake jo duje ka

wahi hai bhagyawan

wahi hai bhagyawan

wahi hai bhagyawan

wahi hai bhagyawan

Explore this song