Roman script

dil ne jo kaha apne sapno ne jo buna

wo yaha hai

mane to mane na dil ki bate tu jane na

sab yaha hai

dil ne jo kaha apne sapno ne jo buna

wo yaha hai

mane to mane na dil ki bate tu jane na

sab yaha hai

dil ne kaha hai tuhi meri jan hai

manga tha jo hai sab yaha

hote hai sapne phir  sach yu kaha pe

manga tha jo hai sab yaha

maine tha jo chuna uparwale ne hai suna

sab yaha hai

jisne bhi tha kaha aisa kahi hota hai kya

woh kaha hai

khwabo ka jaha hota hai sach ye dekho na

sab yaha hai

man se jo mangoge

puri dunia ko paoge, yeh ho raha hai

dil ne kaha hai tuhi meri jan hai

manga tha jo hai sab yaha

hote hai sapne phir  sach yu kaha pe

manga tha jo hai sab yaha

dil ne jo kaha apne sapno ne jo buna

wo yaha hai

mane tu ya mane na dil ki bate tu jane na

sab yaha hai

maine tha jo chuna uparwale ne hai suna

sab yaha hai

jiane bhi tha kaha aisa kahi hota hai kya

woh kaha hai

khwabo ka jaha hota hai sach ye dekho na

sab yaha hai

man se jo mangoge

puri dunia ko paoge, yeh ho raha hai

dil ne kaha hai tuhi meri jan hai

manga tha jo hai sab yaha

hote hai sapne phir  sach yu kaha pe

manga tha jo hai sab yaha

dil ne kaha hai tuhi meri jan hai

manga tha jo hai sab yaha

hote hai sapne phir  sach yu kaha pe

manga tha jo hai sab yaha

dil ne kaha hai tuhi meri jan hai

manga tha jo hai sab yaha

hote hai sapne phir  sach yu kaha pe

manga tha jo hai sab yaha

Explore this song