Roman script

sab kuch milkar kuch na mila sab kuch milkar kuch na mila

sab kuch milkar kuch na mila jane mujhse haye jane mujhse

kaha ho gayi kya khata kyu mili hai mujhe ye saza ye saza

sab kuch milkar kuch na mila sab kuch milkar kuch na mila

nagme gajle wo shayari nagme gajle wo shayari 

mere gito ki zindagi ho gayi gum kahi dekh ke tanhaiya  

rah gayi sath ye jalti parchhaiya jane mujhse haye jane mujhse

kaha ho gayi kya khata kyu mili hai mujhe ye saza ye saza

sab kuch milkar kuch na mila sab kuch milkar kuch na mila

jivan sathi kyu kho gaya jivan sathi kyu kho gaya

gharse beghar mai ho gaya hum zud aho gaye kyu badi duriya

dur na ho saki kuch galat phamiya jane mujhse haye jane mujhse

kaha ho gayi kya khata kyu mili hai mujhe ye saza ye saza

sab kuch milkar kuch na mila sab kuch milkar kuch na mila

kya huya kyu huya aa gaya mai kaha

kya huya kyu huya aa gaya mai kaha 

bhuj gaya dil jawa zindagi badguma

raste kho gaye manjile benisha aag ye kya lagi jal gaye do jaha

har taraf chha gaya har taraf chha gaya 

ye dhua ye dhua bas dhua hi dhua

jane mujhse haye jane mujhse kaha ho gayi kya khata 

kyu mili hai mujhe ye saza ye saza

Explore this song