Roman script

sab kuch hai aur

kuch bhi nahi hai

main hu kahi aur

dil ye kahi hai

oo roj roj banti

roj tut jaati hai

chandani mere ghar

tak aake laut jaati hai

dard ka mausam, soch ka aalam 

besudh hai saanso ki sargam

aise me jiya ko koi kya samjhaye

sakhi re mohe birha satave

un bin kachhu na suhave 

nis andhiyari kaari bijuri chamke

jiyara mora darr paave

ha koyaliya kuk sunave

itna sandesha mora unse kahiyo jaye

itna sandesha mora unse kahiyo jaye

un bin jiya mora nikso jaye

un bin jiya mora nikso jaye

umang jo man par mori al 

mora saiyaa gharan aave

koyaliya kuk sunave

sakhi re mohe birha satave

un bin kachhu na suhave 

nis andhiyari kaari bijuri chamke

jiyara mora darr 

koyaliya kuk sunave

kuk sunave

ha koyaliya kuk sunave

Explore this song