Roman script

hamne tumse tumne hamara rishta joda gam se 

ek wfa ke shiva koun si khta hui thi hamse 

kabhi bandhan juda liya kabhi daman chhuda liya 

ho sathi re kaisa sila diya ye wfa ka 

kaisa sila diya ye wfa ka kaisa sila diya 

tere vade vo irade tere vade vo irade 

ho mitva re 

sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya 

meri yado mein tum ho meri sanso mein tum ho 

magar tum jane kaisi galatfailmi mein gum ho 

tumhare ghar ko madir devta tumko bana liya 

devta tumko bana liya

tere vade vo irade tere vade vo irade 

ho mitva re 

sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya 

sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya 

umar bhar so na sakenge kisi ke ho na sakenge 

ajnabi tum ho jao gair hum ho na sakenge 

kisi begane ki khatir tumne apno ko bhula diya  

tumne apno ko bhula diya  

ha tumne apno ko bhula diya  

tere vade vo irade tere vade vo irade 

ho mitva re 

sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya 

sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya 

sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya

Explore this song