Roman script

saawan ki sargam

khushiyo ka mausam

baago mein pad gaye jhule

ho baago mein pad gaye jhule

is mausam mein aan mile jo

jeevan bhar na bhule

ho jeevan bhar na bhule

badal dhol bajaaye

ambuaa pe koyal gaye

badal dhol bajaaye

ambuaa pe koyal gaye

naach ke mor dikhaye

chhin ke dil le jaaye

saawan ki sargam

khushiyo ka mausam

baago mein pad gaye jhule

ho baago mein pad gaye jhule

naina barse aur hum tarse

kaisa sawan kaise jhule

raksha bandhan ke awsar par

bhai jab behna ko bhule

saawan ki sargam

khushiyo ka mausam

baago mein pad gaye jhule

ho baago mein pad gaye jhule

jhoome dharti ki rani

odh ke chunar dhani

jhoome dharti ki rani

odh ke chunar dhani

hum par rasa barsye

pardesi ghar aaye

saawan ki sargam

khushiyo ka mausam

baago mein pad gaye jhule

ho baago mein pad gaye jhule

bhaiya aao rakhi bandha lo

bichhdi behan ko gale laga lo

jeevan bhar na bhuloge tum

de do vachan meri kasam utha lo

saawan ki sargam

khushiyo ka mausam

baago mein pad gaye jhule

ho baago mein pad gaye jhule

is mausam mein aan mile jo

jeevan bhar na bhule

ho jeevan bhar na bhule

jeevan bhar na bhule

jeevan bhar na bhule

Explore this song