Roman script

o sakhiyo o sakhiyo

sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

kale badlo ki toli bole mithi mithi boli

koi aise me jo leke jaye doli pura arman hota hai

o sakhiyo

is mausam me haye dil par

ban kabu kaise shokh hawaye kar deti hai

tan man me ek jadu jaise

gore tan ka pasina jaise chamke nagina

gore tan ka pasina jaise chamke nagina

jab nache koi jhum ke hasina, to sad je jawan hota hai

o sakhiyo

sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai

sawan ki rut bhigi, jab jab laut ke wapis aaye

tod ke pahre mast jawani, pani me bhi aag lagaye

jab barkha ka pani laye dilo me rawani

jab barkha ka pani laye dilo me rawani

aisi rut me sulagti jawani bhi, shishe ka makam hota hai

o sakhiyo

sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai

sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

kale badlo ki toli bole mithi mithi boli

kale badlo ki toli bole mithi mithi boli

koi aise me jo leke jaye doli pura arman hota hai

o sakhiyo

sawan ka mahina tauba tauba, ji bada beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

Explore this song