Roman script

saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya

saawan ka mahina saawan ka mahina

mera raaja beta apni raani le ke aa gaya

mera raaja beta mera raaja beta mera raaja beta 

saawan ka mahina 

saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya

saawan ka mahina 

saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya

mera raaja beta

mera raaja beta apni raani le ke aa gaya

mera raaja beta 

saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya

mera raaja beta

sabko ye khabar sunaau 

main chham chham nachu gaau

sabko ye khabar sunaau 

main chham chham nachu gaau

kahi aaj khushi ke maare main pagal naa ho jaau

main pagal naa ho jaau  main pagal naa ho jaau

main saj ke sad ke jaau main waari waari jaau

itni khushiya andekhi anjani le ke aa gaya

mera raaja beta 

mera raaja beta apni raani le ke aa gaya

mera raaja beta

wo beete din wo raate wo sapno ki baarate

fir yaad mujhe aayi hai kuch bhuli bisri baate

main saj ke sad ke jaau main waari waari jaau

meri saari yaade wo puraani le ke aa gaya

mera raaja beta 

mera raaja beta apni raani le ke aa gaya

mera raaja beta

na sehara ghode hathi na baaja na barati

do naino ki doli mein le aaya wo jivan sathi

le aaya wo jivan sathi le aaya jivan sathi

main saj ke sad ke jaau main waari waari jaau

banke pagal premi prem kahani le ke aa gaya

mera raaja beta 

mera raaja beta apni raani le ke aa gaya

mera raaja beta 

saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya

saawan ka mahina

saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya

saawan ka mahina

mera raaja beta 

saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya

saawan ka mahina

mera raaja beta 

saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya

saawan ka mahina

mera raaja beta

Explore this song