Roman script

saawan ka mahina aaya hai, ghata se barsa hai pani

ve mahiya bujha de, pyas jiya di ho

saawan ka mahina aaya hai, ghata se barsa hai pani

ve mahiya bujha de, pyas jiya di ho

aise me jo tune, mujhko chhua meri bhi behki jawani

ve mahiya bujha de, aag jiya di ho

tere husno shabab ki baat huyi, ya madira ki barsat huyi

ya madira ki barsat huyi

mausam bhi sharabi lagta hai, mujhe bhi chadhaya nasha 

oye mahiya bujha de, pyas jiya di ho

aise me jo tune, mujhko chhua meri bhi behki jawani

ve mahiya bujha de, aag jiya di ho

koi jor na dil pe chalta hai, barish me badan mera jalta hai

barish me badan mera jalta hai

bundo me chhupi hai chingari, hawa bhi suiya chubhaye

ve mahiya bujha de, aag jiya di ho

saawan ka mahina aaya hai, ghata se barsa hai pani

ve mahiya bujha de, pyas jiya di ho

ham milte rahe hai janam janam, na honge juda ham milke sanam

na honge juda ham milke sanam

aa ek duje me kho jaye, rahe na koi bhi duri

ve mahiya bujha de, aag jiya di ho

saawan ka mahina aaya hai, ghata se barsa hai pani

ve mahiya bujha de, pyas jiya di ho

Explore this song