Roman script
sathi mere o o sathi mere, sathi mere tum jo bane sara jaha mere sath aa gaya, aa gaya jane jaa o o jane jaa, sara jaha kuch bhi nahi hatho me jo tera hath aa gaya, aa gaya pyase pyase mere arma puchhe, sath nibhega kab tak apna jab tak dil me rahe ek bhi dhadkan jab tak aankho me rahe ek bhi sapna har dhadkan bani dulhan, bani dulhan har dhadkan liye sapno ki tu barat aa gaya, aa gaya sathi mere, sathi mere, tum jo bane, tum jo bane sara jaha mere sath aa gaya, aa gaya bolo bolo mere pran sawariya rakhoge mujhko bolo tum kaise milke rahege hum tum aise rang mil jaye rango me jaise rango ki, umango ki, umango ki, tarngo ki liye sath koi barsat aa gaya, aa gaya sathi mere o o sathi mere, sathi mere tum jo bane sara jaha mere sath aa gaya, aa gaya jane jaa o o jane jaa, sara jaha kuch bhi nahi hatho me jo tera hath aa gaya, aa gaya aa gaya, aa gaya
Song details
- Singer: Suresh Wadkar
- Singer: Kanchan
- Film / album: Sau Din Saas Ke (1980)
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Indeevar
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Asha Parekh
- Actor: Raj Babbar
- Actor: Reena Roy
- Actor: Nilu Phule
- Actor: Lalita Pawar
- Actor: Deven Verma
- Actor: Manmohan Krishna
- Actor: Guddi Maruti
- Actor: Jayshree T
- Actor: Bela Bose
Song video
singer: Suresh Wadkar, Kanchan
actor: Reena Roy, Raj Babbar