Roman script

saath tumhara chhut gaya dil toot gaya jiyu kiske sahare

ek ek karke toot gaye mere aasha ke taare 

saath tumhara chhut gaya dil toot gaya jiyu kiske sahare

tumne kaha tha saath jiyenge saath marenge 

manzil par tum bicchad gaye 

manzil par tum bicchad gaye baazi pyar ki haare 

saath tumhara chhut gaya dil toot gaya jiyu kiske sahare

yaad kabhi aa jaate hai tadpaate hai

pyar ke jo do din guzare 

pyar ke jo do din guzare saath tumhare 

saath tumhara chhut gaya dil toot gaya jiyu kiske sahare

jiski bahaare aise jaye mud ke naa aaye 

vo be aash zamaane mein 

vo be aash zamaane mein din kaise guzaare

saath tumhara chhut gaya dil toot gaya jiyu kiske sahare

Explore this song