Roman script

saath mere aaogi kahaan 

ice cream khaogi haan haan 

saath mere aaogi kahaan 

ice cream khaogi haan haan 

paas bulaate ho ice cream khilaate ho

bolo iraada hain kya

apna yeh waada hain kya 

nek iraada hain waah waah

tumko ghumaaunga duniya dikhaaunga 

aayega tumko maja

maine waada kiya pura woh kar diya

kaho kaisa laga mere yaar bahot achha laga

hontho se jo suna aankhon se jo kaha

kaho kaisa laga mere yaar

are baaba bolti hoon na bahot acha laga

chhori chhori pyaar karna bahot bura hain

pyaar se inkaar karna bahot bura hain

dil na karo chhota abhi tumne dekha hi kya

picture dekhogi haan haan 

disco mein chalogi kahaan

picture dikhaate ho disco le jaate ho 

bolo iraada hain kya

din mein taare dikhe bade pyaare dikhe

mujhko jannat najar aa gayi sach much

dhire dhire piya dil tune liya 

pyaar ki yeh ada bha gayi acha

kamre mein mere bata aayegi tu kab

phir kabhi pyaar se bulaayega tu jab

ye faasle lag ja gale logon se darna hain kya

Explore this song