Roman script

banduo bajaiye dhol bajaiye baja

ha to sajjano suno saheliyo ki kahani

ek nahi do nahi teen nahi chaar nahi

panch nahi chhh nahi ha are hi hi hi

saat saheliya

saat saheliya khadi-khadi fariyad sunaye ghadi-ghadi

saat saheliya khadi-khadi fariyad sunaye ghadi-ghadi

saat saheliya khadi-khadi fariyad sunaye ghadi-ghadi

ek saheli ka miya tha doctor, miya tha doctor, miya tha doctor

kahne lagi, kya kahne lagi, are kahane lagi

o hay hay are sach-sach mai kahti hu sun lo sabhi, sun lo sabhi

are doctor ki biwi na banana kabhi, na banana kabhi

raat bhar mua

raat bhar mua sone na de injection lagaye ghadi-ghadi

raat bhar mua sone na de injection lagaye ghadi-ghadi

saat saheliya khadi-khadi fariyad sunaye ghadi-ghadi

ek saheli ka miya tha driver, miya tha driver, miya tha driver

sach-sach mai kahani ha sun lo sabhi, oy sun lo sabhi

driver ki biwi na banana kabhi, na banana kabhi

raat bhar moya

raat bhar moya sone na de bhopu bajaye ghadi-ghadi

raat bhar moya sone na de bhopu bajaye ghadi-ghadi

saat saheliya khadi-khadi fariyad sunaye ghadi ghadi

ek saheli ka miya tha darzi, miya tha darzi, miya tha darzi

darzi ki bhi sun lo marzi 

ho sach-sach mai kahati hu sun lo sabhi, sun lo sabhi

darzi ki biwi na banana kabhi, na banana kabhi

ha raat bhar mua

raat bhar mua sone na de tanka lagaye ghadi-ghadi

raat bhar mua sone na de tanka lagaye ghadi-ghadi

saat saheliya khadi-khadi fariyad sunaye ghadi-ghadi

ek saheli ka miya tha dancer, miya tha dancer, miya tha dancer

raat bhar mua

raat bhar mua sone na de ta ta thaiyaa karave ghadi-ghadi

raat bhar mua sone na de ta ta thaiyaa karave ghadi-ghadi

saat saheliya khadi-khadi fariyad sunaye ghadi-ghadi

ai sahibaan ha ha

ek saheli ka miya sharabi, miya sharabi, miya sharabi

he michal ki daru jhataka deti hai

he michal ki daru jhataka deti hai

raat bhar maka 

raat bhar maka sone na de botal dikhaye ghadi-ghadi

raat bhar maka sone na de botal dikhaye ghadi-ghadi

saat saheliya khadi-khadi fariyad sunaye ghadi-ghadi

ek saheli ka miya tha dakiya, miya tha dakiya

aa sach-sach mai bolu ji sun lo sabhi, sun lo sabhi

daakiye ki biwi na baniyo kabhi, na baniyo kabhi

are raat bhar mane raam ro 

raat bhar muwa sovan na de thappo lagave ghadi-ghadi

raat bhar muwa sovan na de thappo lagave ghadi-ghadi

saat saheliya khadi-khadi fariyad sunaye ghadi-ghadi

aaha aali re aali kolhapur vali, aaigo

ek saheli ka miya kolhapuri, miya kolhapuri, miya kolhapuri

are aaika ho aaika

o khandoba are o pandoba

o khandoba are o pandoba, poragi phasali re phasali

raat bhar mela sone na de chappal dikhaye ghadi-ghadi

raat bhar mela sone na de chappal dikhaye ghadi-ghadi

o paanduraga

saat saheliya khadi-khadi fariyad sunaye ghadi-ghadi

Explore this song