Roman script

saat phero ke saato vachan

pyari dulhaniya bhul na jana

saat phero ke saato vachan

pyari dulhaniya bhul na jana

pyar ka ek mandir hai man

man me murat sajan ki basana

ho saat phero ke saato vachan

pyari dulhaniya bhul na jana

aaj man se bandhi dor man ki

tu huyi ab to apne sajan ki 

aaj man se bandhi dor man ki

tu huyi ab to apne sajan ki 

apne sajan ki 

ho ek sanjog hai ye milan

laaj iski sada tum nibhana

ho saat phero ke saato vachan

pyari dulhaniya bhul na jana

pyar se tum piya sang rahna

sare sukh dukh sang sang sahna

pyar se tum piya sang rahna

sare sukh dukh sang sang sahna

sang sang sahna

ho banke aasha ki jhilmil kiran

apne saajan ka ghar jagmagana

ho saat phero ke saato vachan

pyari dulhaniya bhul na jana

dware doli vidayi ki aayi

aaj humse huyi tu parayi

dware doli vidayi ki aayi

aaj humse huyi tu parayi

huyi tu parayi

ho ab to sab kuch hai tere sajan

unke charno me jivan bitana

ho saat phero ke saato vachan

pyari dulhaniya bhul na jana

saat phero ke saato vachan

pyari dulhaniya bhul na jana

Explore this song