Roman script

saare niyam tod do

niyam pe chalna chhod  do

arre saare niyam tod do

niyam pe chalna chhod  do

inqilaab zindabaad, inqilaab zindabaad

aap bhi boliye

inqilaab zindabaad, inqilaab zindabaad

khaao piyo mazaa karo

khilkhilaa kar hansaa karo

kal ki chintaa karenge kal

aaj ko aaj hi jiyaa karo isliye

saare niyam tod do

niyam pe chalna chhod  do

arre saare niyam tod do

niyam pe chalna chhod  do

inqilaab zindabaad, inqilaab zindabaad, bolo

inqilaab zindabaad, inqilaab zindabaad

dinke chaubees ghanton mein

aath ghante hain sone ke

aur chaar hain khaana peenaa

do hain rone dhone ke

kuchh kapde badal ke katate hain

kul baaki chhe hi bachte hain

in mein kitna kaam kare

khelein yaa aaraam karen isliye

saare niyam tod do

niyam pe chalna chhod  do

arre saare niyam tod do

niyam pe chalna chhod  do

inqilaab zindabaad, aap bhi to bolo

inqilaab zindabaad, inqilaab zindabaad

jis baat mein aanand mile

wo karne mein harz nahin

har cheez yahaan par mahangi hai

har cheez ka chadhtaa paaraa hai

bhaade se unchi building mein

building se uncha bhaadaa hai

jis baat mein aanand mile

wo karne mein harz nahin

har cheez jahaan par mahangi ho

hansne par kharch nahin isliye

saare niyam tod do

niyam pe chalna chhod  do

arre saare niyam tod do

niyam pe chalna chhod  do

inqilaab zindabaad, aap bhi bolo

inqilaab zindabaad, inqilaab zindabaad

bol inqilaab zindabaad

saare niyam tod do

niyam pe chalna chhod  do

Explore this song