Roman script

saare jahan se achha hindustan hamara

saare jahan se achha hindustan hamara

hum bulbule hai iski ye gulsitan hamara

saare jahan se achha hindustan hamara

parbat hai iske unche, payari hai iski nadiya

parbat hai iske unche, payari hai iski nadiya

aakash me isike gujri hazaro sadiya

gujri hazaro sadiya

hasta hai bijliyo par ye aashiyan hamara

hum bulbule hai iski ye gulsitan hamara

saare jahan se achha hindustan hamara

viraan kar diya tha aandhi ne is chaman ko

viraan kar diya tha aandhi ne is chaman ko

dekar lahu bachhaya gandhi ne is chaman ko

gandhi ne is chaman ko

raksha karega ishki har naujawan hamara

hum bulbule hai iski ye gulsitan hamara

saare jahan se achha hindustan hamara

Explore this song