Roman script

luta di tune desh ki khatir jaan

khoke tujhe anath ho gaya sara hidustan

sare jaha se acha hindustan hamara

sare jaha se acha hindustan hamara

kyo jalimo ne luta ye gulistan hamara

sare jaha se acha hindustan hamara

maa tune is chaman apne lahu se sicha apne lahu se sicha

hone diya kabhi na sar is vatan ka nicha sar is vatan ka nicha

tujhko sarah sabne sar aankh pe bithaya

tune hamara ruthba har mulk me badaya

har mulk me badaya

kyu aaj tujhko tere beto ne goli mari

havaniyat ke aage insaniyat hai hari

phir sarm se jhuka hai aane nishan hamara

kyu jalimo ne luta ye gulistan hamara

sare jaha se acha hindustan hamara

tune sahid ho ke jo rasta dikhya jo rasta dikhaya

gujare huye dino me jo diya jalaya hai jo diya jalaya

ham iski rosni me badte rahenge ae maa

apne vatan ki khatir ham bhi lutayenge jaan

ham bhi lutayenge jaan

har katra is lahu ka le ke jiyenge

gulshan me tere phir vo khushiyo ke gul khilenge

mahkega pyar me phir hindustan me

kyu jalimo ne luta ye gulistan hamara

sare jaha se acha hindustan hamara

sare jaha se acha hindustan hamara

ham bulbule hai iske ye gulistan hamara

jai hind jai hind jai hind

Explore this song