Roman script

saare jagat ki karta dharta 

meri ambe mata

man rakh vishwas sada tu 

ma hi bhagay bidhata 

bin ma ki aagya ke yaha par 

patta nahi hilta hai 

samay aise pahle bhagay se jada 

kabhi nahi milta hai 

jai mata di, jai mata di 

jai mata di, jai mata di 

samay ki chinta chhodo 

samay ki chinta chhodo 

are samay ki chinta chhodo 

re bhakto jai mata di bolo 

samay ki chinta chhodo 

re bhakto jai mata di bolo 

bigdi wahi banayegi mata

bigdi wahi banayegi mata

ambe se rishta jodo re jodo 

samay ki chinta chhodo 

re bhakto jai mata di bolo 

samay ki chinta chhodo 

re bhakto jai mata di bolo 

jai mata di, jai mata di 

jai mata di, jai mata di 

jivan to ek chalti gaadi 

gadi me baitha tu hai sawari 

gadi me baitha tu hai sawari 

ma ki kripa ho sath tere to 

kabhi na aaye isme kharabi 

kabhi na aaye isme kharabi 

samay chakr ma ke haatho me 

samay chakr ma ke haatho me 

ma se mukh na modo re modo  

samay ki chinta chhodo 

re bhakto jai mata di bolo 

samay ki chinta chhodo 

re bhakto jai mata di bolo

Explore this song