Roman script

sanso me kabhi dil me kabhi 

nazro me raha karna

jag bairi ho to kya tum hum se wafa karna

sanso me kabhi dil me kabhi 

nazro me raha karna

jag bairi ho to kya tum hum se wafa karna

jane pyar nibhana diwane dil ki lagi ke

jane pyar nibhana diwane dil ki lagi ke

kya hai mohabbat zamana 

ham se ye sikhe pyar hamne kiya 

pyar hamko sada karna

sanso me kabhi dil me kabhi 

nazro me raha karna

jag bairi ho to kya tum ham se wafa karna

aaye khushiyo ka mausam 

ki aaye gam ka mahina

aaye khushiyo ka mausam 

ki aaye gam ka mahina

tumhi pe marna tumhare sang-sang hai jina

kabhi hoen na juda bas itni dua karna

sanso me kabhi dil me kabhi 

nazro me raha karna

jag bairi ho to kya tum ham se wafa karna

jag bairi ho to kya tum ham se wafa karana

Explore this song