Roman script

saanso ke taar par, dhadkan ki taal par

dil ki pukar ka, rang bhare pyar ka

git gaya patharo ne, git gaya patharo ne

saanso ke taar par, dhadkan ki taal par

saanso ke taar par, dhadkan ki taal par

dil ki pukar ka, rang bhare pyar ka

git gaya, git gaya patharo ne

pathrile hotho se nikla hai nagma 

albela dardila masti bhari jindagi ka 

chamake mohabbat ke pailu hazaro 

paigam hai bekhudi ka 

mausam ke saaz par 

mausam ke saaz par mastani gunj me 

dil ki pukar ka, rang bhare pyar ka 

git gaya, git gaya patharo ne

ai dharti ai ambar yaado ke 

vaho ke gunja karenge tarane 

apni hi sino ki ye bekarari 

dekha karenge zamane 

phir dekhi bhin par

phir dekhi bhin par jiwan ki taar par 

dil ki pukar ka, rang bhare pyar ka 

git gaya, git gaya patharo ne

git gaya patharo ne

Explore this song