Roman script

saansein bhi ruk jati hai 

jab teri yaad aati hai

dhadkan bhi ruk jati hai 

jab teri yaad aati hai

dekhta raha tujh ko

sochta raha tujjh ko

ek pal bhi jina ha 

jina paau bina tere

saansein bhi ruk jati hai 

jab teri yaad aati hai

zindgi ke safar mai sath

agar mai tera mai tera paau

musqile lakho ho phir bhi

har lamha has ke jee jaau

ha kami khalti teri yaar

ab mai jee na paau

ishq tera sataye

yaar bin tere mar jaau

hai yahi chahat tu meri

ruh mai shamil ho jaye

main rahu mera nahi

bas tu hi tu mujhme kho jaye

saansei bhi ruk jati hai

jab teri yaad aati hai

saansein bhi ruk jati hai

jab teri yaad aati hai

dhadkan bhi ruk jaati hai

jab teri yaad aati hai

Explore this song