Roman script

sanse ghulne lagi banhe judne lagi
yeh pyar me kya kya hota hai
dil jagta hai jag sota hai 
sanse ghulne lagi banhe judne lagi
yeh pyar me kya kya hota hai
dil jagta hai jag sota hai 
rag rag dhua dhua hai, nas nas nasha nasha hai
hay re tere ishq ne kaha se kaha tak chhua hai
chunari udne lagi, bijli girane lagi
yeh pyar me kya kya hota hai
dil jagta hai jag sota hai 
pyar ka matlab na puchhe pyar me sab kuch lutaye
masti ki kashti pe chadhkar jismo ke us par jayey
hasti mitne lagi ruhein milne lagi
yeh pyar me kya kya hota hai
dil jagta hai jag sota hai 
sanse ghulne lagi banhe judne lagi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sonu Nigam, Shreya Ghoshal