Roman script

saamne ye kaun aaya dil me huyi halchal

dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye ham pagal

saamne ye kaun aaya dil me huyi halchal

dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye ham pagal

are baate mulakaate hamse bhi to hogi

are hamse khulenge wo aaj nahi to kal

saamne ye kaun aaya dil me huyi halchal

dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye ham pagal

saamne ye kaun aaya dil me huyi halchal

dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye ham pagal

right to the left, left to the right

thats why you moves in, now we dance

right to the left, left to the right

baby dont be a freak to take a chance

khubsurati ka mol kya, ki hota hai anmol ya

na jaana maine aaj tak ki pyar ka hai jhol kya

wo bethi front seat pe, performance meri hit pe

ab hoga mera kya haal, mujhe mera hi na hosh tha

faasle hata ke thodi nazdikiya jataao

paas bula ke apne baato se hasaao

jazbaat ki baate apne style me sunaao

kalakar hu mai, star hu mai kal nahi to aaj

mere sath shuru hogi teri nayi shuruaat

apne future ka tu chhod, uparwala apne sath

zamana gaya tel lene, chal mere sath

rehna hain yaha to dono hain jawan to

bhala dur kaise rahenge

maana wo hasin hai par ham bhi kam nahi hai

wo magrur kaise rahenge

rehna hain yaha to dono hain jawan to

bhala dur kaise rahenge

maana wo hasin hai par ham bhi kam nahi hai

wo magrur kaise rahenge

are baate mulakaate hamse bhi to hogi

are hamse khulenge wo aaj nahi to kal

saamne ye kaun aaya dil me huyi halchal

dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye ham pagal

saamne ye kaun aaya dil me huyi halchal

dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye ham pagal

right to the left, left to the right

thats why you moves in, now we dance

right to the left, left to the right

baby dont be a freak to take a chance

aankho hi aankho me, baato hi baato me

kabhi jaan pehchan hogi

sun lo ye kahani hasina ye anjaani

kisi din meharban hogi

aankho hi aankho me, baato hi baato me

kabhi jaan pehchan hogi

sun lo ye kahani hasina ye anjaani

kisi din meharban hogi

are baate mulakaate hamse bhi to hogi

are hamse khulenge wo aaj nahi to kal

saamne ye kaun aaya dil me huyi halchal

dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye ham pagal

are saamne ye kaun aaya dil me huyi halchal

dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye ham pagal

right to the left, left to the right

thats why you moves in, now we dance

saamne ye kaun aaya

right to the left, left to the right

baby dont be a freak to take a chance

saamne ye kaun aaya dil me

saamne ye kaun aaya

Explore this song