Roman script

samne aa parda hata hata hata samne aa parda hata hata hata 

dekhe jara tujhe me kya hai dekhe jara tujhe aisa hai kya 

dekhe jara tujhe aisa hai kya kya kya kya haye kya 

ja rey ja samjha hai kya kya kya 

ja rey ja samjha hai kya kya kya 

pyar tujhe karna aata hai kya 

pyar tujhe karna aata hai kya kya kya kya kya 

samne aa parda hata ja rey ja samjha hai kya 

tum bhi pathar ke dil bhi pathar ka 

pyar mera hai teri takar ka dil jale dunia jala dete hai

aag pani me laga dete hai lakh bijali girao tum dil pe

hum to pahuchege aaj manzil pe

tumko nicha dikha ke chhod enge

tumko nicha dikha ke chhod enge 

aaj apna bana ke chhod enge aaj apna bana ke chhod enge 

husan vale teri duhayi hai haye lab pe mera sada ye aai hai

samne aa parda hata ja rey ja samjha hai kya 

tauba tauba ye pyar kaisa hai dil tera bekarar kaisa hai

hum na aayenge teri baato me char din ki ye mulakato me

mat karo dava dil lagane ka faida kya hai ab chhupane ka 

pyar jo karte hai chup rahte hai dard tera hai tujhse kahte ahi

kuch na paoge shikayat karke kya mila yu bhi mohabbat karke

pyar ko tumne dil lagi samjha maut ko humne zindagi samjha 

kuch bhi tumse nahi chhupaya hai dil me jo hai juba pe aaya hai

ja rey ja samjha hai kya samne aa parda hata

dekhe jara tujhe me kya hai pyar tujhe karna aata hai kya 

samne aa parda hata ja rey ja samjha hai kya

Explore this song