Roman script

saaki se mohabbat hoti hai har roz shikaayat hoti hai

peene ko mere peena na kaho yunhi toh ibaadat hoti hai  

woh sharaabi kya sharaabi jo nashe mein na rahe

woh sharaabi kya sharaabi aise jo tauba kare

woh sharaabi kya sharaabi dil mein jiske gham na ho

loot gaya samjho sharaabi paas jiske ham na ho  

oh saaki saaki re saaki saaki aa paas aa rahe na jaaye 

koyi khwaahish baaki oh saaki saaki re saaki saaki

aa paas aa rahe na jaaye koyi khwaahish baaki  

ishq ki galiyon mein na jaana ishq bada badnaam hai  

ishq toh mera khuda hai aashiq mera naam hai  

aashiqui ke har qadam pe husn qatl-e-aam hai  

aashiqui mein jaan lootaana aashiqon ka kaam hai

oh saaki saaki re saaki saaki aa paas aa rahe na jaaye 

koyi khwaahish baaki oh saaki saaki re saaki saaki

aa paas aa rahe na jaaye koyi khwaahish baaki  

maikade mein aane waale maikashi toh seekh le  

hampe hasne waale pehle tu hasi ko seekh le 

har khushi hai door tujhse gham tere nazdeek hai  

tere diwaane ki haalat bin tere bhi thheek hai

oh saaki saaki aa paas aa rahe na jaaye 

koyi khwaahish baaki oh saaki saaki re saaki saaki

aa paas aa rahe na jaaye koyi khwaahish baaki

oh saaki saaki re saaki saaki aa paas aa rahe na jaaye 

koyi khwaahish baaki oh saaki saaki re saaki saaki

aa paas aa rahe na jaaye koyi khwaahish baaki

Explore this song