Roman script

terre bina rasiya mohe chain na aaye 
tere bina rasiya mohe chain na aaye 
aankh me aaye aasu jabhi yaad aaye teri 
aankh me aaye aasu jabhi yaad aaye teri 
kisko sunao jake kya hai fariyad meri 
kisko sunao jake kya hai fariyad meri
bhulne wale tujhe kaise bhulau 
bhulne wale tujhe kaise bhulau 
tere bina rasiya mohe chain na aaye 
dil ki hai dil me baate ro ro ke kaatu raate 
dil ki hai dil me baate ro ro ke kaatu raate 
aag lagaye haye 
aag lagaye man me ye sawan ki barsate 
aag lagaye man me ye sawan ki barsate 
peeke jo papiha bole man mora ghabraye 
peeke jo papiha bole man mora ghabraye 
tere bina rasiya mohe chain na aaye

Song details

Song video

Watch on YouTube