Roman script

saaf karo saaf karo insaf karo saaf karo insaf karo

bhai bhul bhulaiya maf karo bhai bhul bhulaiya maf karo

ek paheli badi naweli hai ek paheli badi naweli

jo bujhe so bane kalandar jo bujhe so bane kalandar

are na bujhe to bandar bandar bandar

kayi baras to kabhi na aaye kayi baras to kabhi na aaye

or aaye to fir kabhi na jaye haye 

or aaye to fir kabhi na jaye

kato feko fir aa jaye bhooje koi ye batlaaye

kayi baras to kabhi na aaye

aaye to fir kabhi na jaye kato feko fir aa jaye

kato feko fir aa jaye

are aisa lagta hai jaise hum log gadho ke gaav me aa gye

chacha ye to gali de rhe hai

gadhe nhi ghurte to dekho ullu 

or bandaro ke gaav me aa gye hai

are dadi to nahi daadi kaato feko fir aa jaye

kayi baras to kabhi na aaye ha daadi

kyu chacha aakhir tinka mila na daadi me

ho yaad aaya ha  radha nam ki ladki thi ek

unche kad ki tumko uski bat sunau

are kya kahti thi kya karti thi gagar me jab agni bharti 

sar pe rakh li rakh li aji o sar pe rakh li rakh li

ho jamuna paw me pad ke boli tadpi machli machli

tadpi machli machli jitni bar mujhe fukoge 

aag lagake utni bar uthegi tan se dhue ki badle badle

aji o tan se dhue ki badle badle 

kon thi radha kon thi jamuna kon thi radha kon thi jamuna

abki bar batao to jane mirza sahab ka loha mane

kyu kalandar banoge bandar

chuulu bhar ka bhi na ho to laau samundar

kyu kalandar banoge bandar

gagar me jab agni bharke sar pe rakh li sar pe rakh li

jamuna paw me pad ke boli tadpi machli tadpi machli

jitni bar mujhe fukoge aag lagake

jitni bar mujhe fukoge aag lagake

utni baar uthegi tan se

utni baar uthegi tan se dhue ki badli badli badli hukka

ab iska jawab to do

kaan pakad kar naak pe dono ghutne teke

uth kr do aankho me aankhe dal ke dekhe

kaan pakad kar naak pe dono ghutne teke

uth kr do aankho me aankhe dal ke dekhe

kyu kalandar banoge bandar 

chalega chuulu ya laau samundar

kyu kalandar banoge bandar

sari jawani koi na aaya aankh milane

aaj bhudhape me koi kaise pehchane

kaan pakad kar naak pe jab wo ghutne teke

kaan pakad kar naak pe jab wo ghutne teke

tab aankho pe chadke chasma aankh ko dekhe

acha tum sab abke meri baat batao

or na samjho to sare gobar khao

ek dafa ek dost ke ghar pe socha tha wo ghr pe hoga

ek dafa ek dost ke ghar pe socha tha wo ghr pe hoga

jaakar dekha dost nahi hai dost nahi hai dost nhi hai

us dost ki sundar patni ko jis haal me paya

tauba tauba dekha or paseena aaya

maa ko bhi ek baar yunhi dekha tha lekin

bahan ko dekh ke mushkil se dil ko samjhaya

aisi kitni sundar sundar naariya dekhi bhaiya

aisi kitni sundar sundar naariya dekhi bhaiya

lekin apni patni ko us haal me dekh na paaya

apni patni ko us haal me dekh na paaya

ab kho kalandar haal batao

ab kho kalandar haal batao warna langdi chaal dikhao

chacha mai to inhe banadriya nhi kahunga

kyu kyu banadriya naraj ho jayegi

chi chi chi chi janta hun jo soch rahe ho

chi chi chi chi janta hun jo soch rahe ho

naari ka wo roop jo sab tum khoj rahe ho

chi chi janta hun jo soch rahe ho

naari ka wo roop jo sab tum khoj rahe ho

ab suno jawab 

ma ko dekha bahan ko dekha dekhi bhabhi achhi

ma ko dekha bahan ko dekha dekhi bhabhi achhi

lekin apni patni ko kisne dekha hai vidhwa vidhwa

sachi sachi sachi

saaf kiya saaf kiya insaaf kiya insaaf kiya

bhai bhulne walo ko maaf kiya 

bhai bhulne walo ko maaf kiya

Explore this song