Roman script

Aa bhi jaa raaton ki tarah

Aankhon mein neendon ki tarah (x2)

Shame wahin miley hum thhe jahaan

Ab tu kahaan yaara main kahaan

Tu sajda mera, sadqa mera

Jaana saad shukrana

Tu sajda mera, sadqa mera

Jaana sad shukrana

Kahaan hota hoon main poora

Kahaan se hai tu jaana shuru

Kaise sukjhegi paheli

Jaisa main hoon waisi hai tu

Shame wahin miley hum thhe jahaan

Ab tu kahaan yaara main kahaan

Tu sajda mera, sadqa mera

Jaana saad shukrana

Tu sajda mera, sadqa mera

Jaana sad shukrana

Aankhon aankhon mein jaana

Teri aankhein ye kya keh gayi

Mere paaon ke tale se sadiyan kayi beh gayi

Shame wahin miley hum thhe jahaan

Ab tu kahaan yaara main kahaan

Tu sajda mera, sadqa mera

Jaana saad shukrana

Tu sajda mera, sadqa mera

Jaana saad shukrana

Explore this song