Roman script

rutho naa humse dilbar dekho main ro padungi 
nanhi si jaan hai meri main tum bin kya karungi 
rutho naa humse dilbar dekho main ro padungi 
nanhi si jaan hai meri main tum bin kya karungi 
ghabra ke mar naa jau jaanejana 
phir naa ro ke kahna der se pehchana 

ke maana ye khata hai par choti si khata hai  
tauba hai meri tauba sanam 	
phir aisa naa karenge 
phir naa kabhi ladenge

Song details

Song video

Watch on YouTube