Roman script

ruthna hai agar meri jane jigar o 

ruthna hai agar meri jane jigar

iss se bahter hai mujhko tu de de zahar 

teri hai ik adaa ye to hun mai fida 

gar sada hai to tutegi banke kahar 

o ye to zulm hai dilo jaan par 

kardo rahmo karam mere armano par 

o ye to zulm hai dilo jaan par 

kardo rahmo karam mere armano par 

sath le lo mujhko o mere hamsafar 

yu bhatakta firunga mai o darbadar

o tumko sau sau janam tak manauga mai 

mujhko kasam hai ab na sataunga mai 

tumko sau sau janam tak manauga mai 

mujhko kasam hai ab na sataunga mai 

hai guzarish meri kar lu dil me basera 

yaad karta rahu tumko sham-o-sahar 

mana na na mujhe maan jaungi mai 

o mana na na mujhe maan jaungi mai 

aise zid na karo aie mere hamsafar 

teri hai ik adaa ye to hun mai fida 

gar sada hai to tutegi banke kahar

Explore this song