Roman script

ruth kar tum bhala yu kaha jaoge 

ruth kar tum bhala yu kaha jaoge 

yaad tadpayegi tum chale aaoge 

ruth kar tum bhala yu kaha jaoge 

banke dhadkan mai dil me utar jaaungi 

aap tadpungi aur tumko tadpaungi

sham ho ya sahar tum na kal paoge 

yaad tadpayegi tum chale aaoge 

ruth kar tum bhala yu kaha jaoge 

chhodkar is tarah mujhko jaaoge tum 

yaad rakhna bahut dukh uthaaoge tum

mai nahi vo jise tum bhula paaoge 

yaad tadpayegi tum chale aaoge 

ruth kar tum bhala yu kaha jaoge

Explore this song